Insaan hum bhi hai, bura hume bhi lagta hai
Humesha ladka hi galat nahi hota hai.
Happy Rakshabandhan 鉂わ笍
鈥擴jjwal
Jaha unhe bhi aapne dum pe 膰halna sikhayenge
Jaha unhe garv se ladna sikhayenge
Ek aisa khubsurat samaj unke liye hum milke banayenge.
Aur haan ek waada behne bhi bhai se jarur kare
Ki ladko ki bhi izzat kare..
Rakhi pe ek tohfa jarur dena
Behno se ek waada jarur karna
Ki ek aisa samaj hum milke banayenge
Jaha unhe bhi ladko ke barabar darja dilwayenge
Jaha wo khulke saans le sakengi
Jaha wo akele bhi mehfuz rahengi
Jaha unhe bhi azadi hogi aapne sapne ko pura karne ki...
Zikra khud chedhte hai tumhara
Phir kehte hai are choro baat purani
Ye dost bhi na
Mujhe tere naam se aaj bhi bahut chidhate hai!鉂わ笍
鈥擴jjwal
Ek Din Waqt Bhi Mujhse Lipat Kar
Royega or Bolega....
Yaar Tu Banda To Shi Tha,
Mai Hi Galat Chal Rha Tha..!馃檭
Ab kosis nhi hogi tmse milne ki
Tumse bat krne ki..,
or na hi kvi tumhare kehne p hmari mulakat hogi..
haan,
Agr es kismat ne dubara milaya to hath pkd lunga jor se, Or kvi jane nhi dunga...
manjur hai..
Agr ye zindgi barbad hogi!馃樁
Ujjwal馃枻
Thoda khamosh rhna chahiye tha shyad
jab tum jaa rhi the...
Tumhe rokne ki meri nakaam
Koshishe mujhe aaj khud se dur kar baithi... 馃挃馃
Ujjwal_馃枻
Tu dekh,
Tujhse kiye vaade Kaise nibha rha hun mai..
Tut kr bikhar rha hun,
Fir bhi hasna ka andaz nhi badal rha hun mai..
Kuch taaluk uska,
Mere sukoon se bhi rha hog..
Islea chain se so v nhi pa rha hun mai...!!
__Ujjwal馃挋
Tum ishq ho, par Ishq se najar nahi aate ho
Khair sach bataye to tum samjh hi nahi aate ho!馃枻
#Ujjwal鉂わ笍
Hunar aa gya hai jhooth bolne ka...
Mai bhi ab thoda bhut khus rah leta hun.!
@wordsofujjwa
Thaki hari hui bebesi hai
Shyad humme hi kch kami hai,
Maut ki baahon me leti hui Zindagi hai
Ab bs ankhe bnd krne ki deri hai.!馃枻
__UJJWAL馃挋

