Pinned Tweet
Koi likhy ga dastan meri.
Koi dil mai qeed rakhy ga.
Koi tarsy ga mujh ko pany ko.
Koi beqadaron mai rakhy ga.
Koi muhbt mujhy Apni likhy.
Koi meri shairy sumbhal rakhy ga.
Kisi ki zindagi banu ga mai.
Koi pany ko mujhy tarsy ga.
Awan retweeted
Ae Sitamgar!
Teri har baat gawara to nahi,
Dil tujhe chahta hai,
ye koi khasara to nahi.
#Har_Qadam_Awan_K_Sang
#Lead_by_Shahzad_Awan_Malik
Sonu 🌹✨. Mai tumhary sath muhbt ki aisi halat Mai jee Raha ho
Jis nay mujhy Pura apna bna Lia hai #Awan✨💫
Awan retweeted
تمہیں معلوم ہے
میں نے تمہارے ساتھ ایک اجنبی رشتے سے لیکر دیوانگی کی حد تک کی محبّت کا سفر طے کیا ہے،
اس تمام عرصے میں
میں کبھی تمہیں خود سے جدا محسوس کر ہی نہیں پائی،
میرے لیے تم اب بھی یہی ہو،
میری رگوں میں بہتے خون کی مانند جو کبھی مکمل میرے وجود سے جدا ہو ہی نہیں سکتا۔
Sonu 🌹✨. Mai tumhary sath muhbt ki aisi halat Mai jee Raha ho
Jis nay mujhy Pura apna bna Lia hai #Awan✨💫
Awan retweeted
Kuch log ras bharay phalon jaisay hotay hain, jin ki baaton mein mithaas, lehjay mein shehad aur muskurahat mein dil chura lenay ka hunar hota hai.
#Har_Qadam_Awan_K_Sang
Awan retweeted
جس موڑ پر تم ہو
میری منزل وہی ہے۔
Jis mour par tum ho
.Meri manzal wahi hai
#Asmalik
#awan_group
Awan retweeted
ہر دل میں اترنے کا فن آتا ہے ہمیں مگر
ہر دل میں اترنے کی ہم چاہت نہیں رکھتے۔
#Asmalik
#Awan_group
Awan retweeted
Kuch Rishte Waqt Ke Mohtaaj Nahi Hotay, Woh Dil Mein Bastay Hain Aur Dua Ban Kar Hamesha Saath Rehtay Hain.
#Har_Qadam_Awan_K_Sang Lead by Shahzad Awan
Awan retweeted
جب محبت اپنے پسندیدہ شخص کو دیکھتی ہے
تو دنیا کی 8 ارب 31 کروڑ 99 لاکھ لوگ دھندلا جاتے ہیں۔
#ASMALIK
#Awan_group
Awan retweeted
Mohabbat do hi dilon ki tasbeeh hoti hai
Har ek dhadkan me bas ek hi sada hoti hai
Nazar se nazar mile to ibadat si lage
Ye kaisi khamoshi me bhi dua hoti hai
Wo sath ho to zamana bhi haseen lagta hai
Uske bina har khushi adhuri ada hoti hai! #Awan_group
Awan retweeted
Kuch yun tha ke meri rooh ka afsana tu tha,
Main sirf harf tha, aur mera maani tu tha.
Main ne jis simt bhi dekha, teri khushboo nikli,
Har taraf phaila hua aik hi chehra tu tha.
Mere din raat ki har aik kahani mein kahin,
Main to gumnaam raha, asal mein charcha tu tha. ❤️🌹





