Pinned Tweet
Ψ―ΩΫΨ§ Ϊ©Ϋ ΨΨ³ΫΩ ΨͺΨ±ΫΩ Ψ§ΨΨ³Ψ§Ψ³Ψ§Ψͺ Ω
ΫΪΊ Ψ³Ϋ Ψ§ΫΪ© Ψ§ΨΨ³Ψ§Ψ³
Ψ§Ω
Ϋ Ψ³Ϋ Ψ¨Ψ§ΨͺΫΪΊ Ϊ©Ψ±ΩΨ§ β€οΈπΈ
A cigarette damages men's lungs and a woman's character, not sure whether women are born without lungs or men character-less
Kya karte hai aisi aurat ka jo ek hi jast me aapke dil se nikal jayen, aap uska chehra dekhna chahte na uska wajood bardasht kar sakte... Magar woh apki biwi bhi ho aur aapki aulaad ki maa bhi ho, aur uske bare mein apko yeh hukum bhi de diya gaya ho ke aap usey chhod nhi sakte.
Mard ko mohabbat kabhi nhi karni chahiye, khass taur par kisi aurat se toh kabhi nhi, bahot khwaar karne wali cheez hai. Yeh saari izzat-e-nafs khatam kar deti hai.
Khamoshi dhire dhire kabza kar rahi hai mujh pe, halaki mujhe issay koi raghbat nhi lekin rasta hi koi nhi logo ko kuch sunane ka mann nhi, tmhare aane ki koi ummed nhi, hayat sawalo jawabo ke beech jhoojh rhi hai meri.
Aap hamesha ke liye aham nahi reh sakte hakikat mein aaj jo apko behtreen khuwab bata rahe hai kal wahi apko ek bure khuwab ki tarhe bhula denge, kyuki insaan ek fitrati makhlooq hai woh kabhi ek jazbaat ke saath nahi reh sakta."
Read somewhere" there are locked rooms inside all women; kitchen of lust, bedroom of grief, bathroom of apathy⦠Sometimes, the men they come with keys, and sometimes, they come with hammers."
Say go Cinderella, go Cinderella, orgasm blush, lipstick and concealer devil in a tight dress, girl, you a killer.
Mard ne jab bhi qalam uthayi "aurat ko naram, nazuk, haseen, aur khoobsurat likha.. lekin aurat ne jab bhi likha "mard ko hamesha, dhokebaaz, gareebi, makkar aur zailm likha.. akhir aisa kyu ?
Dusro ki aankh me aansu dekar apni khushi manana insaan ke murda dil hone ki nishani hai, lekin afsos is baat hai ke ajkal aksiriyt inhi logo ki hai, jinhen sirf apni zaat se Mtlb hota hai, baki sadak par koi mar bhi rha ho to isliye chhod dia jata hai ke kahin hum na fuss jayen.
Tum bahot achi ho magar mujhe tumse mohabbat nhi hai, βis really trueβ kuch log waqai hamare dil me chaha kar bhi nhi utar paate



