कौन सच्चा है यहां...कौन सादा है यहां...
किसको झूठा कहें... है कौन आइना यहां...
#Shayari
3
Dil mera kabhi khus ho kabhi udhas bhi ho
Mene khud hi ise khilona bana liya h tera
#Shayari
21
Chlo tum kho jao neend ki aagosh m ab
Me chalu apne andhere safar ki taraf
#Shayari
22
Rat aati h to aur bhi ho jau tanha
Ek teri yad mere sath raat takti h
#Shayari
20
Tum kabhi shayad soch bhi na paoge
Kuch jkhakm aise h ki kabhi bharte nhi
#Shayari
17
Chahta to y hu ki tere karib aau
Tere kandhe pe rkh k sar ro lu
#Shayari
1
9
Baat to tujhme he hamme kaha he kuch bhi
Jo tha hamme wo tum hi the hamesha se hi ..
#Shayari
2
16
Hazar sikayatein hein tujhe mujhse
Har sikayat me chupa pyar hazar salo ka....
#Shayari
1
14
Kyu ye pashema se sawal karti ho..
Jawab jinke tere dil m hi chupe baithe hein...
#shayari
12
Hum samjhe the ki bas samjhoge tum hi
Jo samjho na tum hi to fir na samjhe koi bhi....
#poetrytwitter #शायरी #गुमनाम
14
