Isay main kisi tarhan ki nafrat to nahi kahun ga lekin ye bhi aik haqeeqt hai mujhe wo log aik point pe ja ke achay nhi lagte jinhon nai khud ki tareefain karne ka master kiya hota hai...ajeeb fun jo mujhe kabhi nhi aya :(
Facebook par kisi friend ko bhool kai follow kr lo sahi aik bar....phir har unknown chotha panchwan chatta aur satwain bande ki requests aur notifications ayi hui hoti hain roz 😐
Halat meri kuch yun hui pari hai hazoor-e-ala k aglay chand lamhon tak agr chai na mili to khudanakhwasta maut bhi waqe ho sakti hai 😕
