P1- waah kya gajab chai banae hai..koi aacha aadmi hota to turant 100 rupee inam de deta
P2- pehle chai pine to dijiye.bina piye kaise, kaun inam deta hai
(P2 ne chai taste kar li)
P1- bola tha na koi aacha aadmi hota to...
P2- chai pi lu pehli puri
1
32
Jab inke taiyohar hote h to inhe ekdum traditional khana khana hota h.kisi k deghe chad jati hai,kinhi ki bakery khul jati hai.par jab hamare festival aate hai,to ads aane lage h..is rakhabandha chocolate de.iss diwali mithae nai donut khae khae bhai.tum khao.
Aaj Maine fir se wo bhayanak wala sapna dekha- mera exam hai..exam ka time ho gaya hai..aur mera admit card hi nai mil Raha ghar me..aur to aur mere sare pen ki refill hi khatam hai🥹🥹
1
129
Bahot dino se lagatar ser ghum raha h..to maine aaj socha chalo thora mind clear karne k liye gane hi sun liye jae😮💨fir pata nai kaise sare sad song hi play hone lage,wo mujhe aache bhi lagte hai to maine change nai Kiya.fir Mera ser ghumne k sath sath rone ka bhi Mann karne laga
1
1
116
Nandi retweeted
Whenever things don’t go the way I want… I remember what my Barfi says… “chalo theek hai… jo bhi baat hai” 🤧🤧
तुम साथ हो या ना हो क्या फर्क़ है..
बेदर्द थी जिंदगी...बेदर्द है.. अगर तुम साथ हो...
कवि क्या कहना चाह रहा है.. कि तुम्हारी वजह से जिंदगी झंड है या तुम हो ना हो जिंदगी झंड ही है 🤔
1
66
Pandey ji : wo song kaun sa hai..Abhishek aur Aishwarya rai ka..bahot aacha song hai
Main : ha..wo jisme Aishwarya sunder si dress me aeshe aeshe dance karti rehti hai
Pandey ji: 🙄
Main : mujhe uss song k lyrics k alawa sab kuch dhyan hai.😂🤣
21










