Swiggy Instamart ki gadiyan roz subah se yaha sadak par saman patkati hai aur sadak se seedhe basement me saman fekte hai. Police aur traffic police kripya karywahi kare. Swiggy Instamart, Jaipuria mall ke peechhe, Indirapuram, Ghaziabad
27
Golden Castle banquet Jaipuria mall ahinsa khand-1, thana-Indirapuram, Ghaziabad me raat 10 baje ke baad bhee band baje bajaye ja rahe hai. Kripya karywahi kare aur band baje band karaye jo aaspass rahne walo ko parshan kar rahe hai @112UttarPradesh @Uppolice @ghaziabadpolice
2
40
Kuchh log sadak par lagatar pichhle 1 ghante se shor macha rahe hai. Pahle raat me petroling hoti thi to road par Shanti rahti thee. Kripya turant karyawahi kare. Behind Jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad @112UttarPradesh @ghaziabadpolice
Still no action and someone is playing music on roadside too. Why there is no action on the complaint. Behind Jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad @112UttarPradesh @ghaziabadpolice
31
Sonal retweeted
Kuchh log sadak par lagatar pichhle 1 ghante se shor macha rahe hai. Pahle raat me petroling hoti thi to road par Shanti rahti thee. Kripya turant karyawahi kare. Behind Jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad @112UttarPradesh @ghaziabadpolice
Sonal retweeted
Swiggy Instamart ki gadiyan subah se sadak par bada shor kar rahi hai. Roj inki wajah se pareshani hoti hai. Behind jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad. Turant karywahi kare. @112UttarPradesh @Gzbtrafficpol @DCPTHindonGZB @CMOfficeUP @SwiggyInstamart @ghaziabadpolice
Behind Jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad. Yahan par kuchh log bahut shor kar rahe hai. Ghar par sona tak mushkil ho raha hai. Kripya turant police saya hata uplabdh karaye @112UttarPradesh @ghaziabadpolice @DCPTHindonGZB
1
52
Jaipuria mall ke peeche, thana-Indirapuram, Ghaziabad. Raat ke 11 baje sadko par hungama karte log aur paas ke khadi police ki PCR. par koi karyawahi nahi tabhee inke hausle buland hai. @112UttarPradesh @DCPTHindonGZB @ghaziabadpolice @myogiadityanath
50
“Gully boy” restaurant ke samne, Jaipuria mall ke peeche, thana-indirapuram, Ghaziabad. kuchh log kafi der se yaha shor kar rahe hai. Bacche board ki taiyari kaise kare? Roz hamare gharo ke neeche yahi hall rahta hai @112UttarPradesh @ghaziabadpolice @CMOfficeUP @DCPTHindonGZB
2
148
Raat 12.20 baje, Jaipuria mall ke peeche, Thana-indirapuram, Ghaziabad. Adhee rat ko sadako par hungama machaya ja raha hai. Kya ye kanoon vyastha ka khula majak nahi hai.
@DCPTHindonGZB @ghaziabadpolice @myogiadityanath @112UttarPradesh
2
156
“Gully boy” restaurant, Jaipuria mall ke peeche, Thana-indirapuram, Ghaziabad ke samne aur aaspaas roz sham hote hi log jama hokar hungama karte hai. Bachcho ki padai aur bahut pareshani hoti hai. Kripya karyawahi kare @112UttarPradesh @DCPTHindonGZB @CMOfficeUP @Policecommisnor
3
120
Ab hee rat me 11.15 baje sadak par football kheli ja rahi hai. Pan ki dukan ke log jame hai. Ise kanoon vyastha kahe jisne bachche pad nahi sakte Jaipuria mall ke peeche, Thana-Indirapuram, Ghaziabad @112UttarPradesh @ghaziabadpolice @DCPTHindonGZB @CMOfficeUP
6
96
Raat 11 baje modified bike ke sath sadko par jama hokar hungama. Abhee PCR yaha se gayi lekin sadko par in logo par koi karyawahi nahi karti, behind Jaipuria mall, thana-indirapuram, GZB @Policecommisnor @ghaziabadpolice @myogiadityanath @dgpup @CMOfficeUP @112UttarPradesh
2
188
Golden castle banquet, Jaipuria mall, Thana-indirapuram, Ghaziabad dwara sadko par raat 10.45 baje bhee band bajaye ja rahe hai. Residential area ke beech ye banquet kaise allow hai? @ghaziabadpolice @gdagzb @CMOfficeUP @myogiadityanath
1
80
Golden Castle Banquet, Jaipuria mall, Thana-indirapuram, Ghaziabad dwara commercial purpose se sadko par raat 10 baje ke baad bedhak band bajaye ja rahe hai. Kanoon vyavastha ka khula majak. Dekhe kya karyawahi hoti hai @112UttarPradesh @ghaziabadpolice @myogiadityanath
2
106
It’s 12.20 at night and some people are gathered behind Jaipuria mall, playing loud music on road. What is use of police petroling when such incident are happening again and again at this place. Behind Jaipuria mall, Thana-Indirapuram, Ghaziabad @DCPTHindonGZB @ghaziabadpolice
72
@112UttarPradesh @DCPTHindonGZB @ghaziabadpolice @Uppolice @myogiadityanath @CMOfficeUP @gdagzb kripya samasya ka Sanjhan lekar karyawahi sunishchit kare
3
51

