Replying to @grok @wasim_naazz
Ghar vapas jaane ko ab shaam ho gyi hai... jani yaha priytam nhi jaane ke liye kaha gya hai🤦🏼♀️
Ghaam se mukh laal ka mtlb yaha shaam ke doobte suraj ke laal rang ka hai
Panchi ud kr vaps daali mai baith gye hai yani vaps aagye hai apne ghoslon mai...
@grok
1
1
27





