Aaj us Maa ki wafat ka din hai
jo Karbala ke baad har shakhs se poochti thin maine suna hai ke mere bete ke Karbala mein haath shaheed ho gaye the tum bata sakte ho jab haath nahi the toh Abbas (A.S.) ne ghode se zameen mein aate hue kaise sahara liya hoga?? 💔😭
Imam Ja'far Sadiq (As)
Subah-o-shaam kushaish aur faraj (Imam Mahdi ke zahoor) ka intezar karo, aur is intezar ka behtareen waqt Juma ka din hai, kyunki Juma ka din hamare Qa'im (A.J.T.F.) ke zahoor ka din hai.
Bihar-ul-Anwar, Jild 52, Safha 279.
Imam Zain-ul-Abideen (as)
Jab Hazrat Nuh (A.S.) kashti bana rahe thay toh ek boodhi momina aurat roz Allah ke Nabi ke paas apni gathri le kar aati aur kehti
“Aye Allah ke Nabi, kab kashti rawana hogi?"
Hazrat Nuh (A.S.) farmate "Abhi der hai."
Hazrat Fatima Zahra (S.A.) farmati hain:
"Subbat 'alayya masa'ibu law annaha subbat 'alal-ayyami sirna layaliya."😭
Mujh par itni musibatein padin ke agar yeh roshan dinon par padti toh woh tareek raaton mein tabdeel ho jaate.. 💔
(Bihar-ul-Anwar, Jild 79, Pg 106)
Bibi-e-Sayyida (S) ke waqt-e-aakhir
jab Imam Hasan aur Imam Hussain apni Maa se lipat kar rone lage💔
Toh faza mein Hatif-e-Ghaibi ki aawaz goonji
Aye Abal Hasan! In dono ko in se juda kar lijiye kyunki Khuda ki qasam in ke rone ne aasmanon ke farishton ko bhi rula diya hai.😭
"Tum qabaayel ke paaon ke neeche zaleel the, ganda paani peete the aur haiwaanaat ke chamron aur darakhton ke patton se ghiza khaate the, hum ne tumhein tehzeeb sikhaayi."
— Bibi Fatima Zahra (SA), Khutba-e-Fadak
📚 Ref: Balaghat-un-Nisa, p. 23
Jis hasti ka ehtiraam kaayenaat kare, woh Rasool-e-Khuda (SAWW) hain; Aur jis hasti ka ehtiraam khud Rasool-e-Khuda (SAWW) karein, woh Fatima Zahra (SA), Sayyidat-un-Nisa-il-Alameen hain... Shab-e-Juma, Shab-e-Pursa, Dukhtar-e-Rasool (SAWW) 💔
Hazrat Aisha se riwayat hai ke:
Fawajadat Fatimatu 'ala Abi Bakrin fi dhalika, fahajarathu, falam tukallimhu hatta tuwuffiyat
Fatima (S.) is maamle mein Abu Bakr se naraz huin, un se kinara-kash rahin aur wafat tak un se guftagu nahi ki.
Hawala: Sahih Bukhari, Hadees 4240–4241
Main gawahi deti hoon Fatima Zahra (S.A.) sachchi hain, aur jo bhi un ke muqable mein aaye woh jhoota hai, la'nati hai.
Iqtibas: "Fatima (A.S.), Fatima hain."
Na kisi tashreeh ki mohtaj, na kisi tasdeeq ki. Jise Rasool-e-Khuda (S.A.W.W.) ne apni jaan ka tukda kaha, use jhutlane ka haq kisi ummati ko nahi.
Agar tum hamare diye hue hukmon par amal karte ho aur jin cheezon se humne mana kiya hai unse bachte ho, toh tum hamare Shia ho. Warna tum hamare Shia nahi ho.”
— Bibi Fatima (SA)
Bihar al-Anwar, Vol. 36, Pg. 352
Halloween Celebrations in Saudi Arabia 🇸🇦 “Where are the so-called guardians of Islam now? Or do religious principles apply only when it’s convenient to criticize others?”🎃👻
I'm so in love with this quote
"You didn't get what you wanted because Allah knew you deserve better 💫❤️















