Pinned Tweet
Guys main ek bar phir bta rha hoon main yahan bohat jhoot bolta hoon meri dukhi tweets ko piece of literature samaj k parha karein
Mere mu phatt attitude ki wajah se dost intezar main hain k kab meri shadi ho aur wo dekhen k kitna mun phatt rehta hun main. Unko kia pta k main to ek ranmureed hoon. Badtameezi to ye peasants deserve krte hain begum thori.
19
401
Vg sirf publicly aisa hai. Privately vg ko na pyar chahie na romaanchik hona hai. Vg sirf paise ka bhooka hai.
1
14
326
Ek shadi pe ek dost se arsey baad mulaqat hui. Btane lga k kaise ajkal to babyproof karrha hai ghar ko. Meri jaane bala k babyproof kia hota hai. Khair phir adha ghanta is mozoo pe baat hui to hamen ehsas hua hamen single doston main bethna ziada pasand hai
Itna acha lagta hai jab kisi mehfil main mujhko maloom ho k samne bethi shakhsiyat ek oomf hai magar wo nahin jaantey mujhe kyun k main to veiled guy hoon
19
383
theek hai maine ap k sath acha nahin kiya lekin ye kya jawab hua k abu theek kehte they iss caste k logon se door rha kro???
newyork wale bail ki dekha dekhii hamari hisas ki mandi ne bhi bail khara kar rkha hai faraq sirf itna hai hamara bail kuch ziada behooda hai
1
160
