#maazi kii raakh ulTiin to chingaariyaan miliin
be-shak kisii ko chaaho magar is qadar nahiin
#AalokShrivastav #shair @ShahAmara_ @shamashashi
44
kabhi kabhi yaad men ubharte hain naqsh-e- #maazi miTe miTe se
vo aazmaish dil o nazar kii vo qurbaten sii vo faasle se
#faiz #shair @aradhanagautam @gulrayys
maazi ke samundar men aksar yaadon ke jaziire milte hain
phir aao vahiin langar Daalen phir aao unhen aabaad karen
#Firaq #shair @pareeknc7 @AarTee33
ahd-e- #maazi kii taraf chaahaa hai dil ne lauTnaa
dekh kar school ke maasuum bachchon kaa hujuum
#ShahidMeer #shair @Kuhu_bole @ArzKiaHai
40
madad ai KHayaal-e- #maazi zaraa aaina uThaanaa
main badal gayaa huun KHud hii ki badal gayaa zamaanaa
#SirajLakhnavi #shair @gurubanaarasi @AbidZaidi1
mire #maazi o mustaqbil saraasar mahv ho jaaen
mujhe vo ik nazar ik javedani sii nazar de de
#Faiz #shair @iamrana
@SoULinStillNESS
1
40
shailendra bhardwaj شیلندر retweeted
Maaloom hai hameñ ham kitne padhe likhe haiñ,
Ye sun liyaa kisii se, vo sun liyaa kisii se !
#Shair #Anwar_Shuoor #maaloom
@akhtar978 @shail_bj
Chand rekhaon mein,simaon mein
Zindagi qaid hai Seeta ki tarah
Ram kab lautenge maloom nahin
Kash Rawan hi koi aa jata
#shair #kaifiAzmi @DrTahirZaidi @neildixit_
37
vaqt ke saath hai miTTii kaa safar sadiyon se
kis ko #maloom kahaan ke hain kidhar ke ham hain
#NIDAFAZLI #Shair @fskhan_ @faisalbinmehdi
1
1
126
Diya khamosh hai lekin kisi ka dil to jalta hai,
Chale aao jahan tak Raushni #maloom hoti hai .
#NushurWahidi #shair @romarizvi @DrTahirZaidi
tujh ko #maloom hai letaa thaa koii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
#ALLAMAIQBAL #Shair @iamrana @AbidZaidi1
ghar se nikle hue betonn ka muqaddar #maloom
maan ke qadmon men bhi jannat nahin milne vaali
#iftikhararif #shair @DOCTORNAYAB @BimlaVerma6
Nigahein muntazir hain kiski dil ko justuju kya hai
Mujhe khud bhi nahin #maloom meri aarzu kya hai
#AkhtarSaeedKhan #Shair @gurubanaarasi @johar65
37
ham ne hans hans ke tirii bazm men ai paikar-e-naaz
kitnii aahon ko chhupaya hai tujhe kya maloom
#Makhdoom #shair @LastQamar @seemi13
Gulon ka chod kar daman Ye kyun baithi hai kanton pe
Ye titali to bahut hi diljali #maloom hoti hai ?
#LataHaya #Shair @Anu_Shree11
@alokrsrivastav
1
19
kis ko #maloom ye sadiyon ke pur-asraar bharam
kaun jane ki ye patthar bhii kabhii the insaan
#Faraz #shair @Brijender2105 @mykhyd
shailendra bhardwaj شیلندر retweeted
Hañsii meiñ taal de phir se hamaari har khvaahish,
Phir ek baar thapak de hamaara gaal zaraa !
#Shair #Zia_Zameer #hansi
@akhtar978 @shail_bj



